AAJ Hindustan mai har jagah bad bhuskhan or barish se bhari tabahi ho rhi hai ,
bharat ke kayi rajyo me bad se halalat behad kharb hai lekin ,
sarkara ke sare kam bifal ho rahe hai .
uttrakhand se lekar Himanchal pardesh , jambu kasmeer, gujrat , haryabna , punjab , rajsthan, madhyapardesh, bihar , udeesa bharat ke lagbhag har rajya barish se behal hai .
ye paraakrtik apda kishano ko behad paresan kiye hue hai
barsaati fasale sab choapat ho gayi hai .
tamatar ki kheti kharab ho gyi jisase tmatar ke dam aasaman chu rhe hai ,
is vakt tamatar ka rate 130/kg ho rkha hai gareeb aadami tamatar ke bina sabji khane par majboor hai
or bhi tamam tarh ki fasal ko nuksan ho rha hai . Bharat sarkar bhi kuch nahi kar paa rahi hai ,
log bahut paresan hai ,
aam janataa ka ghar se bahar nikalana muskilb ho rkha hai .
desh ke vikaash karya me bhi tamam tarah ki bdha utapan hon rahi ahai .
ye aasmani afaat to behad hi apadajanak hai ab to bhagawan hi bacahaye .is apada se ajj akayi din ho gaye date 25/6/2023 se aaj 10/7/2023 tak lagatar uttrakhand me or hmare ynha ganw me barish ho rhi hai sadke toot gayi hai aane jane me bahuit hi dikkat hai ,
pedal rasto me jangalui janvaro ka khatra bhi badh gya hai .